Zarra

Hai karam tera ki es zarre ko tune nawaza
Na Jane kitni kashtiyon ko jisne sahil se lagaya
Rashk aur badguman majhi ki nafarmani bhi kya kahiye
Us hi zarre ko jala ke haath sekne ki kuwwat bhi le aaya

I wish to quote Mother Teresa’s final Analysis that says
“The Good you do today, people will often forget tomorrow,
Do good anyway.
Give the world your best anyway.
You see, in the final analysis, it is between you and God.
It was never between you and them anyway.”





Koi agar apke saath dil se agar achacha karta hai to wo apse kisi lalach ke awiaz main nahin karta. Wo apne aur apne Malik ki hidayat ke tehat karta hai. Aur aisa bhi nahin ki dhoka khan eke baad dard aur takfeel nahin hoti.

Magar shayad, Bhagwan uska phir hisaab rakh hi raha hoga.!

Inshallah!

Comments

DUSK-DRIZZLE said…
SUPERB POST , YOUR VIEW IS VERY PIOUS .
sirf pious log hi samajh sakte hain shayad, warna kisko kiski padi hai edhar. Duniyan sirf har kadam fayeda uthane ke liye rakhti hai!

Popular posts from this blog

Saddam Vs Gandhi

Breaking News.Terror plot behind Serial bombings in India.The real TRUTH in focus with me

ZabaAn- an Issue